HRS10

hum ladke

HRS10
hum ladke

9 Plays

10 months ago

hum ladke hai kya kare hume aasu girana aata hi nhi jis din wo gully mein dikhi tu us guuly kbhi mai jaata hi nhi wo raato ko sapne jab apne khush baithte mehfil mein aisi hi duniya ki maang hai par khuda aisi zindagi dikhata hi nhi hum ladke hai hum maa baap khush chahiye bhai rhe abad or na kuch chaiye hum ladke hai hume dosti mein sach chaiye hum mehnati hume bus thora sa luck chaiye kya kare saanp se vaasta pyaar kiya toh wo bhi na bacha saka bhai ne paise maange te jeb athani mai use na bata saka udhaar lete lete sharam ke maare sir jhukne laga maut maangi ki thi khuda se aatma ko apne mai firbhi maar na saka bhale hi dil mein dard ho maa ka call ata toh bol deta theek hoon jis zindagi se kuch na ho fayda toh bina matlab mai jee kyun na aata mai tasveero mein mai dusro ki bus tasveere kheechu khud ki duniya ghum se bhari dusro ko mai khushi se dekhu aye khuda mere mehnat ka mujhe hisab de ishq ki adalat mein mujhe tu insaaf de kitaab mein likha apne toh apne hote par idhar toh insaan jalta insaan se kitna hai bojh tu nhi bata sakta dikh rhe takleef mein toh kyu nhi bacha sakta lagta hum ladke bus dard sehte rhege ladko ke alawa yeh bojh or koi nhi smbhaal skta hum ladke hai hum maa baap khush chahiye bhai rhe abad or na kuch chaiye

1 Comments

Leave a comment

You may also like