HRS10

ab nhi tu toh band kamre mein rehta hoon teri yaado ka bojh mai sehta hoon sunle zara mai kuch kehna chahta hoon par

HRS10
ab nhi tu toh band kamre mein rehta hoon

teri yaado ka bojh mai sehta hoon

sunle zara mai kuch kehna chahta hoon

par

5 Plays

27 Jun 2023

ab nhi tu toh band kamre mein rehta hoon teri yaado ka bojh mai sehta hoon sunle zara mai kuch kehna chahta hoon par tere aage kuch nhi keh pata hoon wapas aaja jana waqt bahut kum hai yeh mera pyaar meri aankhein nhi num yeh jo aasu mere ankho mei yeh dukh aasu nhi tera zakham hai jhoote wo kasme or jhute wo vaade you used me tere gane the iraade jab chat mein likhi iam out of this toh ander se mar gya bus chal rhi thi saase ab toh raatein akele guzzar rha hoon apni feelings ka dum ghote ke mai maar rha hoon jab shayri zabaan mein nhi thi ab tu gyi toh bangya mai gulzaar sa hoon jab rokna chahti thi toh fir roka kyu nhi depression wali neend mai sota kyu nhi tere khyalo mein ab mai khota kyu nhi jab aankho mein aasu toh fir rota kyu nhi aye tere liye man mein bahut khwaab the galat chunli kho gye sare raste yaad ate wo baatein or subah ke wo nashte maine puucha bahut khuch par tere chup jawab the dil roya bahut ab bolta mai rest karna aaja wapas phone calls pe request kar na or ab jab tu nhi hai paas toh apan dono ke mai wo purane texts padhta dil mera target nishana kbhi chookta nhi larti rehti tu par mai kbhi bhi roothta nhi main itne aasu pilliye ki ki ab mera yeh gala kbhi bhi sookhta nhi she used me mere mind mein processing hora yeh duniya chalak hrs thora progressive hoja mai yaad krta haseen pal jaise tera mere liye possessive hona mitti se bana mai mitti mein mil jaunga move on is important yeh khudko mai samjhaunga mujhe dusro ki tarah dil nhi torne or unke jaise banke mai kisi ke dil ko nhi rulaunga tu bus bol jana chand leaunga dharti pe tujhe manane ke khatam ho gyi hai tarkeebe tujhe bhulane ki koshish karta bahut par lagta hai bulapaunha jab uthegi arthi yeh tu padh nhi paayi mere baatein man ki mai doob gya doob gyi meri kashti mai toh likhta hoon tere baare tere liye topic rehti tu par taaliya mere liye bajti

1 Comments

Leave a comment

1 year ago

You may also like