Rajveer desale
Rajveer desale

ramayan P1 (part 2 ke liye 50+ likes karo)

45 Plays

05 May 2023

kai saal pehle ki ye baat jab dharti pe badh gaya bahut jyada paap tab karne ko drushto ka sangar ayodhya ki nagri mein janme shree ram raja dashrat ke wo jest putra wo akele hi danvo se karlete yudh vishvamantra se mila tha unhe gyaan wo jab chalae baan to nishana achook unke teen aur chote the bhai teeno mein pyaar aur ekta samai swayamuar pe wo uthae ese baan jisse ayodhya ne paa liya sita jaisa daan par kaikai mata ke dil mein kuch aur wo mantra ki baato pe karte gaur wo raja ke aage hoke udaas yaad dilae unhe pehle ki baat ki wo ek jung mein ho gaye the ghayal mata ne unki jaan bachakar paaye the unse do vardaan aaj kre wo do cheezo ki maang ki ramji ko bhejo 14 saal vanvaas aur bharat ko saup do sara raj paat udaas hoke raja ne diya aadesh par ramji ne isse bhi kar liya swikaar

1 Comments

Leave a comment

1 year ago

You may also like