zindngi

26 Plays

31 Dec 2022

Aye Yo, Mere per sneakers me, Gold chain gale me, He taj snapback ka, Me hu rapper world me, Ek hath me mic, Dusre hath me duniya, Alfaaz mere right, Haters ka sir ghumiya, Ladkiyan meri bahon me, Rahon me, mere kamre me, Phir bhi me acha ladka, He visvas apne man me. Mere swag ka he jalwa, Jeans low, loose tshirt, Khula khula, na koi parwah, Hu ek legend from birth. Yeah !Ab nahi bitani zingai sapne me, Dhalni he zindagi hakikat me, Jeetna sochna tha soch liya, Ab samna karna he, kuch bhi ho samne, Chahe haru ya jeetu, koi farak nahi, Per karna he ehsas ki kya he mehnat, Chahe khara ya giru me, koi matlab nahi, Per samajke banaunga zindagi jannat, Chahe log kare idher udher ki baatein, Ya kare andheka apni ankhon se, Mujhe kuch Lena dena nahi, Me hu ab khud ka malik, jiyunga zindagi apne marzi se, Phele lagte the sapne ache, Per jab dekhi duniya, log lage kache, Unke matlabi chere ne banaya mujhe kathor, Ab bas apni zindagi he banani, Pta he mujhe kon he jhoote or sacche, Ab Jo bhi khayal ayega man me, Naap tol ke zindagi ko dekhunga, Us khayal ko launga asli zindagi me, Kaam ko jorker, manzil ko hasil karunga.

2 Comments

Leave a comment

2 years ago

Bars: Dope 🔥 Delivery: Dope 🔥 Impression: Dope 🔥

You may also like