life

4 Plays

22 Dec 2022

Aye Yo, Ab apne man ko kar shant or mere bol ko sun, Ek ek bar he gyan, samaj or amal kar vo gun, Beat ko chalne de, bass ko badhne de, Kho ja is geet pe, sama ye apne ander dhun. Dar ko hata, jigar phad, dahar apne seene se, Zindagi koi khel nahi, samaj duniya dimag se, Log ayenge bahut rokne wale, jalne wale, Per mat rukh, baazigar vahi jo ubhare in logo se. Kar sachi mehnat, dikhava nahi, kar akal ka istemal, Aaj ya kal, ager tu he real, kamyab hogi har chal, Bas sun apne man ki, kar vahi jo he dimag me, Karna he toofani? kar, agey badh, ho kesa bhi haal. Bas! baat vahi, mat le bhag jahan he race me bheed, Kar kuch apna taki is race me lage logo ki bheed, Ek zindagi, ek mukaam, dalde apni jaan isme, Uthayega khatra, hoga ehsaas, tabhi banega sacha veer. Huh!

1 Comments

Leave a comment

2 years ago

You may also like