BLOOD Ø LORD

CLAP_TRAP

BLOOD Ø LORD
CLAP_TRAP

49 Plays

19 Nov 2022

fool biche ho ya ho kaate aa dunya ka dard baate kismat to deti hai chaate chaato ne gun gaan kiya kismat ko badnaam kiya tujhe kya karna chodh re tu duniya se hatkar chal simatkar lipatkar maru taakkr mu khola to bahar pitkar jyaga garpar lapat jhapatkar maru takkar cheen lo tujhse teri ajazdi Dahshat ke angare hai Chunautiyo se bhari har raat thi manjil to mere pass thi kurbaani jab nagme gaye antar man muskaya hai aajadi ka vandan ho aaj tumhe sarwadhik sukh sukun se sokar aata hai tum sabki aankhe noch do tum nyaay bano bas nyaay bano par kabhi na unyaay karo desh ka paryay bano paryaay bano bina kaam ke mukaam kaisa bina mehnath ke daam kaisa soch mat saakra kar apne karmo se pyaar kar jo chale the akele aj unke piche mele fitoor chadha tha kuch pane ka asafalta ek chunauti h ise swikaar karo dhekho or sudhar karo kal kya hoga na kabhi dhyan diya nahi kisi ko gyaan diya bas kam kiya bas kaam kiya bas kaam kiya kuch karna hai to datkar chal aaj shero me jitne khatre kashmir me bhi kaha the pahle giroge fir udaan bhro talaash karo ab jaldi se shuruwat karo tum dharti apne naam karo uthi chalo aage badhe apne sapne saakar kare lakshay ka raspaan kari meri chahat chaand ko pane ki hai par dil titli ka diwana tha khabar na thi kuch subah ki na shaam ka thikana tha subah khelne bhi jaana tha baarish me kagaz ki naav thi har mausam bada suhana tha maa ki kahani bhi thi or pariyo ka fasana tha manji to mill he jayegi but maa kaha se aayegi wazood tera jo mitane chala wo khaakh me mil jayega shoola hai tu aag hu mai sab chuzo ka baap hu mai ye aasmaan ka ishara hai kal ka chaand hamara hai hal muskil ka pane ke liye dimag ke pech ladane padte hai kuch kadam bhadane padte hai manjil to bas insaan ke hausle aajmati hai dhokar he insaan ko chalna sikhati hai raho me musibat aayi par maine haar nai maani mang ke na pahni apne dosto ki sherwani mehrbani ha bohot karta mehrbani meri baat kisi ne nahi mani naagmani raajmani kanthmani trunmaniani rakhtmani lalmani balmani kailash mani dundh li maine kailash mani ab bohot ho gyi mehrbani fir bhi prashan khade hote hai jagah jagah visfoto se

23 Comments

Leave a comment

hey broo check out my new t r a c k

nice brooo fast raping good

2 years ago

You may also like