st ji

12 Plays

31 Aug 2022

Bachale mujhe maa bacha le mujhe maa tere ladle ke jese fir se jana chata hu Bachale mujhe maa bacha le mujhe maa ghut ghutke jher ab na aur pina chahta hu Verse, Dara bheta kone me darti maa ke sone se Kuch nhi badlega ab mere rone dhone se Kya btau kitna aage aa gya hu me vo phele khilone se Shok me jo kiya tha shuru ab lgta h Ki jindagi nhi bachegi iske mere pas na hone se Par ladunga khudse maa ye mera tujhse vada h Chli gyi tu toh kya tera pyar ab bhi is nase se jyada h Jinda thi jab tu mujhko buri lgti thi deti hui gali Ab ghutne lga hu khudse kesi gandi lat ye pali Janaat thi tere pero me maa ab samajh aya Mene tere seene se mangal sutra ki dor bhi nikali Is nashe ke khatir me tujhse bhi ladta tha Nashe k liye roj me tujhse jhagadta tha Pyar tune toh mujhse pura kiya tujhko jhukna hi padta tha Mujhe pta h ab tu lautke ni ayegi Teri yadein aur mere karm meri rooh ko tadpayegi Shyd yhi sja h meri ki isi tadap ke sath ab jindagi kat jayegi Bachale mujhe maa bacha le mujhe maa tere ladle ke jese fir se jena chata hu Bachale mujhe maa bacha le mujhe maa ghut ghutke jher ab na aur pina chahta hu Aaj dekhi jab teri arthi saji meri akho ke samne Aati h ydd maa mere in aanshuo ko thamle Tujhe rulaya itna ghin aarhi khud se Sochta hu kya hi khunga ab jake us rab ke samne Me dekh teri tasveer jor se ro gya Bhar chita saji me fir is jher me khi so gya Mamta teri sachhi thi bas mujhe hi pta Par mujhse vo aanchal bhi bhut peeche kho gya Meri himmat bhi tu hi toh thi maa Dekh tera laadla aj kis jgah pe kho gya Bachale mujhe maa bacha le mujhe maa tere ladle ke jese fir se jana chata hu Bachale mujhe maa bacha le mujhe maa ghut ghutke jher ab na aur pina chahta hu

1 Comments

Leave a comment

2 years ago

You may also like