love

8 Plays

20 Aug 2022

tujhe soch ke hai kaafi gaane likhe aaj tak magar jikar nahi kiya kyunki dar tha ki jb bhi tu sunegi ye gaane aur samjhegi shabd kahi soch na le tere baare sochu aajtak haan ye sach hai pr shyd tu anjaan hi sahi meri same hai pasand mera khwab bhi wah maana bohot badla hai beete saalo mein jaana tu khush kahin aur pr mai aaj bhi nahi mujhe yaad bhi nahi last time kabhi shanti thi bina tere soche ek bhi nahi raat beeti jaan li thi jindagi ne meri har dafa ,khush hoon pr soch ke jo pal tu mere saath me thi abhi saath me thi jaane abhi kaha gayi apne saath mai pr jaan meri yaha nahi kaafi puchte hai aisa kya tha khaash maine khasiyat sambhali kari kabhi bayan nahi

1 Comments

Leave a comment

2 years ago

You may also like