Cypher (20:23)
I_surajsinghstar7jid hai jab maru to ye tiranga ho kafan jid hai jab maru to is jami me hu dafan yakeen man mujhko hai ghamnd mere desh pr sur kaat lu kta du pr na dunga ye chaman sarhado par bhai mere us jagh pe hai khade jindgi ko chhod de wo maut se bhi hai lade dusmano ki goliyo me itni jaan hai kaha fauladiyo ka sina faadkar jo aage badh sake jis desh me janam liya jis desh me bada hua jiski mitti khake apne pairo par khada hua ye polytics krke desh nhi chalate ye polytics karke desh nhi bachate ye polytics krte inka ghar bacha rhe ye polytics krke ghar nhi basate jo bech hi rhe ho desh to ajadi ki ladaai kyo jo bech hi rhe ho desh to javano ki balidani kyo kyo sapath li stya ki jo lootna irada tha jo bech hi rhe ho desh to sahido ki kahani kyo jane kitni maao ki hai laal aankhe aaj bhi jane kitni bahne rakhi leke bathi aaj bhi tumhare ghar me khusiya khelti hai kyo kyonki sarhado pr hai javan din bhi raat bhi goli khake fhir bhi sans rok li jaan me na jaan fhir bhi jan jonk di har ek sans me anek ko gira diya fhir dhara ki god me apni sans tod di teri galiyo se uthega jo janaja mera yaad tujhko aayega fhir wada tera logo ko nhi hogi kabhi fikr meri ma rote hue boli gya raja mera baap utha na paya arthi meri bibi lipat gyi leke wardi meri janu meri maut hai mahboob mera fhir bhi gale se lagaya galti meri amar jo ho gaye kahaniyo me veer wo ma se janm ma ki god ne ho parthiv sarir wo gulam kon kar skega mere hidustan ko jo bandh le is hind ko bani aisi na janjeer wo
Leave a comment
jid hai jab maru to ye tiranga ho kafan jid hai jab maru to is jami me hu dafan yakeen man mujhko hai ghamnd mere desh pr sur kaat lu kta du pr na dunga ye chaman sarhado par bhai mere us jagh pe hai khade jindgi ko chhod de wo maut se bhi hai lade dusmano ki goliyo me itni jaan hai kaha fauladiyo ka sina faadkar jo aage badh sake jis desh me janam liya jis desh me bada hua jiski mitti khake apne pairo par khada hua ye polytics krke desh nhi chalate ye polytics karke desh nhi bachate ye polytics krte inka ghar bacha rhe ye polytics krke ghar nhi basate jo bech hi rhe ho desh to ajadi ki ladaai kyo jo bech hi rhe ho desh to javano ki balidani kyo kyo sapath li stya ki jo lootna irada tha jo bech hi rhe ho desh to sahido ki kahani kyo jane kitni maao ki hai laal aankhe aaj bhi jane kitni bahne rakhi leke bathi aaj bhi tumhare ghar me khusiya khelti hai kyo kyonki sarhado pr hai javan din bhi raat bhi goli khake fhir bhi sans rok li jaan me na jaan fhir bhi jan jonk di har ek sans me anek ko gira diya fhir dhara ki god me apni sans tod di teri galiyo se uthega jo janaja mera yaad tujhko aayega fhir wada tera logo ko nhi hogi kabhi fikr meri ma rote hue boli gya raja mera baap utha na paya arthi meri bibi lipat gyi leke wardi meri janu meri maut hai mahboob mera fhir bhi gale se lagaya galti meri amar jo ho gaye kahaniyo me veer wo ma se janm ma ki god ne ho parthiv sarir wo gulam kon kar skega mere hidustan ko jo bandh le is hind ko bani aisi na janjeer wo
You may also like