Hemi

Kesa Insaan Ha? (URDU/Hindi RAP )

Hemi
Kesa Insaan Ha? (URDU/Hindi RAP )

90 Plays

08 May 2022

Andheri raato me aksar hota ye chaand mujh se mukhatib Pukaarta mujhe kehta ay lafzo k Qatil Muskrata hi nhi ha tu Kya tujh pr hasna haraam ha ? Hasta hi nhi Salay ki qism ka insaan ha ? Me ne dekha ha tujhe tu daily chat pr ataa ha Kursi pe beth k phir ganaa bhi tu gataa ha Phir lafz likhta Dard se kesa krta bayaan ha ? Itna Dard bhara ha tujh me kis kism ka insaan ha ? Aksar dekha tu tasweer ko or ansu behta jata ha Kabhi rota mujhe dekh kr or kabhi muskurata ha Q yaado me kisi ki tu betha pareshan ha ? Q us ko qadar nhi ha teri ? Akhir wo kesa insaan ha ? Mujhe to bata de k Kya ha majra ye Tera ? Q betha ha udaas ye to mah-e-ramzan ha Tu mang Apne rub se wo karay ga ataa Mayuus nhi hona ye wakt-e-namaz ha

1 Comments

Leave a comment

2 years ago

You may also like